Sad Shayari Urdu in English and Hindi text

Shayari is a major section of Urdu Literature as well as Hindi literature. There are well-known Urdu and Hindi poets who have played a vital role in Hindi Shayari and Urdu poetry. In this article some Important two line Shayari has been shared. I am hopefull the poetry Lovers will love these lines. You can copy paste these 2 lines Urdu poetry. For more Informative articles regarding Urdu poetry and ghazals please stay with us and follow our website.

Dil ko hogai hai tere yadon ke adat

Khwabon mai bhi tere he chehra dekhnay laga hai

…………………

Dil ke gehraio mai chupa hai aik dard bey naam

Yadein tere jal rahi hai roshni ke trah dil k andar

…………………

Tanhai te- raat tee- tera khayal tha

Shoor aesa tha kay ankh lagana mahaal tha

…………………

Chor do mujhe tanhai mai

Rabtay ab azaab lagtay hain

…………………

Tere aanay se kuch zara pehle

Baat tuj se he kar raha tha mai

…………………

Ham se roota b geya, ham se manay b geya

Phir sabh-e- naqsh-e- talluq ky mitaye b gaye

…………………

Zid hai mujhe ab us k beghair jeene ke

Wo shakhs ab milay b tu nahi chahiye

…………………

Tere ghaflaton ko khabar kaha

Mere udasia urooj pr hai

…………………

Akhri gunha tere yaad te

Aaj us se b toba kar li

…………………

Yu hai ky dal gai hain kuch ronaqay

Yu hai k ab ham khud k saath hanstay hain

…………………

Tere Janay k baad samjha hon

Janay walon ko q roktay hain

…………………

Mera zarf samjho ya mere zaat ka parda

Jab se toota hun khamosh rehta hon

…………………

Bohat dil karta hai hansnay ko

Magar rula dete hai kami tere

…………………

Tere Narazgi wajib hai Aajkal

Mai bhi khud se khush nahi hun aajkal

…………………

Mai qissa mukhtasar na tha

Warq ko jaldi palat gaye tum

…………………

Bharosa tu apnay saanso ka bhi nahi

Haye afsoos k hum tum pr kar bete

…………………

Kia karege jeet kar zamanay ko

Ham muhabbat mai harnay walay

…………………

Gardash maah ke ham nahi paband

Eid karlenge jab khushi hogi

…………………

Ishq mai dekhe tu har taraf mareez dekhe

Na kahi dawa ko dekha, nahi kahi shifa ko dekha

…………………

Wo bohat mukhtasar raha mujh mai

Aankh khulnay se band honay tak

…………………………………………………………………………………………………………………………………….

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top