Mirza Ghalib Shayari in Urdu and Hindi

Ghalib is famous in the world by the name of Mirza Ghalib. His original name was Mirza Beg Asadullah Khan Ghalib. He was born on 27 December 1797 in the famous city of India, Agra, Kala Mahal.

He was later on got famous with pen names Asad and Ghalib. He was a polite and deep thinker during his childhood. Mirza Ghalib had strong grip on Urdu, Persian and Hindi Languages. Ghalib had written some famous books which is read and liked across the World, but the most notable of them is Diwan-e-Ghalib. He died on 15th February 1869. Ghalib had introduced Ghazal in Urdu poetry fully.

Ghalib has some famous lines In Hind and Urdu Shayari:

Dard ho dil ma tu dawa kijiye

Dil he jab dard ho tu kiya kijiye

……………………….


Dukh dey kar sawal kartay hu

Ghalib tum b kamal kartay ho

…………………………..

Phir usy bewafa pr martay hain

Phir wahi zindagi hamari hai

…………………………..

Ham hai Mushtaq aur wo hai bezaar

Ya ilahi ye maajra kiya hai?

…………………………..

Ham waha hai, Jaha se ham ko bhi

Kuch hamari khabar nahi aati

……………………

Kehte hain, jeete hain umeed py log

Hum ko jeene ke bhi umeed nahi

………………………

Ham ney maana k taghaful na karogay, lekin

Khaak hojayegay ham, tum ko khabar honay tak

…………………………

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top